Sometimes words are not enough to express human emotions
Tanhaiya kudh hi chuni hain,royen ya hasain, parchiyan saath nahin detien,parchiyan to aaina hain,sach kya hai parchi se jyada kaun jaana hai.
Manzil se pehley hi karwaan bikhar gaya,ab tanha hai aur parchai bhi door janey lagi.shayad yehi hai jissey shaam kehtey hai..
Tanhaiya kudh hi chuni hain,
ReplyDeleteroyen ya hasain,
parchiyan saath nahin detien,
parchiyan to aaina hain,
sach kya hai parchi se jyada kaun jaana hai.
Manzil se pehley hi karwaan bikhar gaya,
ReplyDeleteab tanha hai aur parchai bhi door janey lagi.
shayad yehi hai jissey shaam kehtey hai..