Tuesday, May 5, 2009

parchai mein apni

Tanhai ko, gale laga kar
jab
rone ka dil kiya...
apni hi parchai mein
tab
khone ka dil kiya !!

2 comments:

  1. Tanhaiya kudh hi chuni hain,
    royen ya hasain,
    parchiyan saath nahin detien,
    parchiyan to aaina hain,
    sach kya hai parchi se jyada kaun jaana hai.

    ReplyDelete
  2. Manzil se pehley hi karwaan bikhar gaya,
    ab tanha hai aur parchai bhi door janey lagi.
    shayad yehi hai jissey shaam kehtey hai..

    ReplyDelete